
MAASUM EK CHEHRE KO SEENE LAGA GAYE ,
MERE LAHOO SE PYAS WOH APNI BUJHA GAYE.
मासूम एक चेहरे को सिने लगा गए ,
मेरे लहू से प्यास वोह अपनी बुझा गए ।
JINKE LIYE BANAYE GHAR TINKON KO JODH KER,
WOH RAT JASHN ME MERE GHAR KO JALA GAYE.
जिनके लिए बनाये घर तिनको को जोड़ केर ,
वोह रात जश्न में मेरे घर को जला गए।
AABE HAYAT MUJH KO CHAKHATE THE HOONT SE,
AABE HAYAT MUJH KO CHAKHATE THE HOONT SE,
UNHI LABON SE AAJ ZAHAR WOH PILA GAYE.
आब-ऐ-हयात मुझ को चखाते थे होठ से ,
उन्ही लबों से आज ज़हर वोह पिला गए।
KAYSE KARE YEH MUFLIS ZAMANE PE AITBAAR,
KANDHA HI DENE WALLE ,JAB KAFAN CHURA GAYE.
कैसे करे यह मुफलिस ज़माने पे ऐतबार ,
कन्धा ही देने वाले जब कफ़न चुरा गए।
JIS KO BANAYE ZINDAGI DUNYAN SE LADH KE FAIZ,
WOH MAUT KO MERA MUKADDAR BANA GAYE।
जिन को बनाई जिंदगी दुन्या से लड़ के फैज़ ,
वोह मौत को मेरे मुकद्दर बना गए ।


